Movie - Yaarana
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam, Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam, Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara
Tu jo kahe jeevan bhar, Tere liye main gaaoon
Tere liye main gaaoon, Geet tere bolon pe
Likhta chala jaaoon, Likhta chala jaaoon
Mere geeton mein, Tujhe dhoonde jag saara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam, Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara
Aaja tera aanchal yeh, Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon, Khushiyan jahan bhar ki
Tujhko nazar kar doon, Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan, Tu hi jeene ka sahara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam, Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko, Kiya tuney kya ishara