Aamir Khan Dialogues




  • Ab Bhi Jiska Khoon Na Khaula, Khoon Nahin Voh Paani Hai, Joh Desh Ke Kaam Na Aaye Woh Bekaar Jawani Hai.

  • Ladenge Toh Khoon Bahega, Nahi Ladenge Toh Yeh Log Khoon Choos Lenge

  • Zindagi Jeene Ke Do Hi Tarike Hote Hai, Ek Jo Ho Raha Hai Hone Do, Bardaasht Karte Jao, Ya Phir Jimmedari Uthao Use Badalneki.

  • Koi Kitne Der Tak Dooba Rahega? Kabhi Na kabhi Teherke Aana Padega

  • College di gate de is taraf hum life ko nachate hai, te duji taraf life humko nachati hai

  • Tujhko Dekhenge Sitare Toh Ziya Mangenge, Aur Pyase Teri Zulfon Se Ghata Mangenge, Apne Kaandhe Se Dupatta Na Sarakne Dena, Varna Budhe Bhi Jawani Ki Dua Mangenge

  • Agar Andha Hota, Toh Duniya Ki Sab Se Haseen Cheez Dekh Nahi Pata Aap.

  • Sapane To Sabhi Dekhte Hain Lekin Wahi Sapana Saakar Hota Hai Jo Laakh Samjhane Par Bhi Insaan Bhulaana Nahi Chaahta.

  • Maskarre Ka Khel Dhokhe Ka Khel Hota Hai, Jis Mein Audience Ko Lagta Hai Ki Jeet Unki Ho Rahi Hai,Llekin Jeette hum hai, hamesha.

  • Kehte Hai Pyar Mein Neend Udh Jaati Hai, Koi Humse Bhi Mohabbat Kare, Kambhakt Neend Bahut Aati Hai.

  • Bahut Hi Confujiya Gaya Hu Bhagwan.

  • Saanson ke bina shayad kuch pal main jee sakta hoon, lekin tumhare bina nahin

  • Bachcha Kabil Bano, Kabil, Kamyabi Toh Saali Jhak Maarke Peeche Bhagegi

  • Exam toh bohot hote hai, baap mostly ek hi hota hai….

  • Vishvas Aur Ghamund Mein Bahut Kum Farak Hai, Main Kar Sakta Hoon, Yeh Mera Vishvas Hai Sirf Main Hi Kar Sakta Hoon, Yeh Mera Ghamund.

  • Jaise Deewar Pe Bhagwan Ka Photo Lagate Hai Na, Taaki Kauno Moote Nahi, Hum Iyaan Lagata Hoon, Taaki Kauno Peete Nahi….

  • Main to apko yeh padha raha tha ki, padhate kaise hain

  • Arre Janaab, Aaj Kal Toh Music Companyon Ko Ghazal Ki Dhun Bhi Disco Jaisi Chahiye

  • Aag suraj mein hoti hai, jalna zameen ko padta hai, mohabbat nigahein karti hai, tadapna dil ko padta hai..

  • Saanson Ke Bina Shayad Kuch Pal Main Jee Sakta Hoon, Lekin Tumhare Bina Nahi.