Vijay deenanath chauhan poora naam , baap ka naam deenanath chauhan, umar chattis saal nau mahina 8 din aur ye solwan ghanta chaalu hai hayee...।
Is duniya mein tarakki karne ke liye, na bolna bahut zaroori hai...।
Dushman se agar faydaa ho toh usko apna dost banalo....।
Jaan ki bheekh mangta hai, aur jaan dene ka baat karta hai....।
Insaan bhi pehle janwar tha, saadiyaan lagi usse janwar se insaan banne mein, lekin tujhe insaan se janwar banne mein jara bhi waqt nahi laga....।
Ye duniya Bahut bigdi hui hai gaitonde saahab , Yaha jo sudhar gya, wo gaya, Upar, hayee...।
Pura Naam, Vijay Dinanath Chauhaan, Baap Ka Naam, Dinanath Chauhaan, Maa Ka Naam, Suhasini Chauhaan, Gaon Mandwa, Umr Chhattis Saal....।
Kamjori ka Mael, सच्चाई se nahi dhul sakta, Wo तुम्हारा adarsh se nahi dhul सकता , ye ye jo tumhara bhagwan hai usse नहीं dhul sakta maa, wo dhulta hai ताक़त se, taqat se....।
Ye रोटी kharid ke, cheen ke, भीख mang ke mil sakta तुमको magar bukh mita de ye ज़रूरी nahi hai...।
Waqt pe pohochneka apna purana aadat hai....।
Ye Che Fhut ka body ludhakane ke liye 4 inch ka golee kam pad gaya maloom....।
तुम kya kehna chahta hai, तुम kehna kya chahta hai, ki wo log मेरी maut ka din aaj mukarrar kiya hai....।
Maine तुम्हे maa ke kadmo ke नीचे swarg dhoondne ka पाठ padaya, aur तुम tawaif ke kadmo ke नीचे nark dhoondne chale aaye ho....।
सिर्फ tere haath hi nahi तेरा shareer, teri आत्मा , sab maile ho चुके hai....।
Apna ussool kehta hai har galati ki saza maut hai, sirf maut....।