Ajay Devgan Dialogues




  • Dua Mein Yaad Rakhna.

  • Jab Baat Hindustan Pakistan Ki Ho Rahi Ho, Toh Har Hindustani Ek Hi Taraf Hota Hai.

  • Oye Paaji Kadhi Has Bhi Liya Karo.

  • Main Un Cheezon Ki Smuggling Karta Hoon, Jinki Ijaazat Sarkar Nahi Deti, Un Cheezon Ki Nahi, Jinki Ijaazat Zameer Nahi Deta.

  • Samaaj Ko Police Waisi Hi Milti Hai Jaisa Ki Samaaj Khud Hota Hai.

  • Jisme Hai Dum, To Fakht Bajirao Singham.

  • Joh apni maa ki izzat nahi karte, main unka baap bankar aata hoon.

  • Humein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha, meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha.

  • Aap Namak Ka Haq Aada Karo, Main Mitti Ka Haq Aada Karta Hoon.

  • Mujhse Jhoot Bardaast Nahi.

  • Sarat Ghoda Pe Lagate Hai Kathor, Sheron Pe Nahi.

  • Kashti Leharon Se Takrayegi, Toh Hi Kinaare Naseeb Honge.

  • Hum toh kabse apni jaan hatheli pe liye ghoom rahe hain, kambakht koi leta hi nahin.

  • Hamari Tasveerein Kheench Ke Apni Dukaan Mein Laga Lena, Kabhi Zaroorat Padhe, Toh Dono Mein Se Ek Bhagwan Chun Lena.

  • Insaan Apni Family Ke Bina Jee Nahi Sakta, Unke Liye Kuch Bhi Kar Sakta Hai, Phir Duniya Usse Matlabi Kahe Ya Khudgarz.

  • Har Aurat Hamaar Maiyya Hai Aur Hum Maiyya Ka Sauda Nahi Karat.

  • Waqt Bhi Kahan Badalta Hai, Sirf Guzarta Hai.

  • Aadmi Halaat Bighadane Ke Liye Burre Kaam Nahi Karta, Halaat Sudhaarne Ke Liye Karta Hai.

  • Main toh sirf ek chauthi fail aam aadmi hoon, jiski ek biwi hai, aur do betiyaan. Yehi meri duniya hai.

  • Daru Badi Kutti Cheez Hoti Hai, Dosti Mein Pilao Toh Yaar Deti Hai, Dushmani Mein Pilao Toh Maar Deti Hai.

  • Jaan Pyari Hai Toh Uska Khayal Tak Apne Dil Se Nikaal Do.

  • Mujhe Aaina Na Dikhao, Is Mein Koi Pagal Nazar Aata Hai, Yeh Main Nahin, Is Mein Sara Jahan Nazar Aata Hai.

  • Bhichad Ke Tujhse Ab Mujhe Marna Hai, Yeh Tajurba Issi Zindagi Mein Karna Hai.

  • Leave my land or get thrown out.

  • Chaukiyan Chahe Police Ki Ho, Shehar Ke Commissioner To Hum Hi Log Hai.