Akshay Kumar Dialogues




  • Abhi Tak India Chup Tha Ab Hum Log Bolegaa Aur Duniya Sunega.

  • Agar Main Hero Ban Gaya, Toh Meri Pehchaan Bura Maan Jayegi.

  • Dekhiye Hum Jab Paida Hua The, Doctor Pahli Najar Mein Bol Diye The, Apke Ghar Mein Centre Foward Paida Hua Hai.

  • Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko, kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko

  • Hamare Sir Pe British Flag Fad Fadeka Hum Sab Ko Mano Ye Bol Rha Tha, You Are Not Free.

  • Tum Log Parivaar Ke Saath Yahan Chain Se Jeeo, Is Liye Hum Log Roz Border Par Marte Hai.

  • Unka Desh Mein Unhi Ke Public Ke Samne, Unka King Ke Aage Unko Hareye gaa.

  • Maa Ke Doodh Mein Toh Dum Hota Hi Hai, Chahe Woh Hindustan Ki Ho Ya Pakistan Ki.

  • Kiski Majaal Joh Chede Dilair Ko, Gardish Mein Gher Lete Hain Geedar Bhi Sher Ko.

  • Mujhe Achcha Banne Ka Koi Shaunk Nahi Hai, Suna Hai Upar Waala Achche Logon Ko Bahut Jald Apne Paas Bula Leta Hai.

  • Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai.

  • Duniya Mein Teen Cheezen Hoti Zaroor Hai Lekin Kisi Ne Dekhi Nahin, Bhooton Ka Sansar, Sacha Wala Pyar Aur Bahattar Singh Ki Raftaar.

  • Ab Ke Saawan Mein Yeh Shararat Hamare Saath Hui, Hamara Ghar Chodke Saare Shehar Mein Barsaat hui.

  • Don't angry me!

  • Khiladi tha, ab pura khel hoon.

  • Tu aur Main aur bich mein ek Ladki, Bus Ho gayi na Ladayi shuru.

  • Kiski Majaal Joh Chede Dilair Ko, Gardish Mein Gher Lete Hai Geedar Bhi Sher Ko.

  • Doodh mein nimbu jisne daala paneer uska ho jaata hai.

  • Main Krishna Hu Isliye Chamatkar Karta Hu, Chamatkar Karta Hu, Isliye Krishna Nahi Hu.

  • Maine Sirf Insaan Banaya, Aur Insaan Ne Yeh Jaat, Paat, Dharm, Mazhab Ka Dhanda Shuru Kiya.

  • Hero Marne Ke Baad Swarg Jaata Hai, Aur Villian Jeete Ji Swarg Paata Hai.

  • Mere pass DNA ki bottel hai, DNA meaning Daddy’s najaayas aulaad.

  • Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauff, kabhi bhi kam nahi hona chahiye.

  • Maa Ke Doodh Mein Toh Dum Hota Hi Hai, Chahe Woh Hindustan Ki Ho Yah Pakistan Ki.

  • Oye kake Punjabi na toh chup chap aate hain, na hi chup chap jaate hain.

  • Main Nahi Darta, Maut Darti Hai Mujhse.

  • Asal King Woh Hota Hai, Joh Apne Liye Nahi Doosron Ke Liye Lade.