Amitabh Bachchan Dialogues




  • Don Ko Pakadna Mushkil Hi Nahin, Naamumkin Hai.

  • Partner, Ab Bol Hi Diye Ho To Dekh Lenge.

  • Yeh Tumhare Baap Ka Ghar Nahin, Police Station Hai, Is Liye Seedhi Tarha Khade Raho

  • Angrezon Ke Zamane Ke Jailor Aur Itni Ghabrahat..

  • Tumhara Naam Kya Hai, Basanti.

  • Arre Yeh Jeena Bhi Koi Jeena Hai, Lallu.

  • Mujhe Jo Sahi Lagta Hai Main Karta Hoon, Fir Chahe Wo Bhagwan Ke Khilaaf Ho, Kanon Ke Khilaf Ho Ya Pure System Ke Khilaf Hi Kyu Na Ho!

  • Yeh Tumhare Baap Ka Ghar Nahin, Police Station Hai, Is Liye Seedhi Tahrah Khade Raho.

  • Meri History Janta Nahi Hai Tu, Mere Sharer Me Haddi Kam Tanke Zyada Hai.

  • Aaj Aap Ke Paas Aap Ki Saari Daulat Sahi, Sab Kuch Sahi, Lekin Maine Aap Se Jyada Garib Aaj Tak Nahin Dekha. Good Bye, Mr R K Gupta

  • Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.

  • Jis Tarah Gobhi Ka Phool, Phool Hokar Phool Nahi Hota, Waise Hi Gainde Ka Phool Bhi Phool Hokar Phool Nahi Hota.

  • Hai Kisi Maa Ke Laal Me Himmat, Jo Mere Saamne Aaye?

  • Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai.

  • Moochein Ho To Nathulal Jaise Warna Na Ho.

  • Aap Ne Jail Ki Deewaron Aur Zanjeeron Ka Loha Dekha Hai, Jailer Sahab, Kaalia Ki Himmat Ka Faulad Nahi Dekha.

  • Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai, Ki Zindagi Teri Zulfon Ki Narm Chhaon Main Guzarne Padti To Shadab Ho Bhi Sakti Thi.

  • Pura Naam Vijay Dinanath Chauhan Baap Ka Naam Dinanath Chauhan Maa Ka Naam, Suhasini Chauhan, Gaon Mandwa Umar Chhattis Saal..

  • Aaj mere paas Bangla hai, gadi hai, Bank Balance hai, kya hai tumhare pas.

  • Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye Is gurukul Ke Teen Stambh Hai, Ye Wo Aadarsh Hain Jinse Hum Aapka Aane Waala Kal Banaate Hain.

  • Sapne bhi samundar ki lahro ki tarah haqeqat ki chattano se takrakar toot jate hai..

  • Aap Ne Jail Ki Deewaron Aur Zanjeeron Ka Loha Dekha Hai, Jailer Sahab, Kaalia Ki Himmat Ka Faulaad Nahi Dekha.

  • Dawar Sab, Main Aaaj Bhi Fenke Hue Paise Nahi Uthata…

  • Govardhan Seth, Samundar Mein Tairne Waale Kuoon Aur Taalabon Mein Dubki Nahin Lagaya Karte Hain.

  • Jis tarah gobhi ka phool phool hokar phool nahi hota waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota.

  • Apni Sharto Par Chalne Wale Ko Keemat Chukani Padati Hai, Mujhe Jo Sahi Lagta Hai Wo Mai Karta Hu.

  • Is Duniya Mein Tarakki Karne Ke Liye, Na Bolna Bahut Zaroori Hai

  • Paisa Toh Har Koi Kama Leta Hai, Lekin Izzat Kamana Sabke Bas Ki Baat Nahi

  • Jo mard hota hai, usey dard nahi hota.

  • Ek Phool De Dona Ma, Wahan Is Ke Mafak Koi Kadak Afsar Mil Gaya To Ooske Hum Yeh Phool Deke Apun Ka Baap Bana Denga.