Maska hai maska, ek dum jhakaas!
Pyar toh rahega, uske dil mein nafrat ki tarah aur mere dil mein nasoor ki tarah
Aaj tak tum log baimaani aur zulm ka bazaar garam karte rahey, magar ab tumharey zulm aur paap ke pyale chalak uthe hai, ab tumhare ek-ek jurm ka hisaab liya jayega
Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thok di na, toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi
Aapki sharafat ke chakkar mein main qaede mein hoon, warna ab tak mere khud ke do char Al-Qaedey hotey
Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na, toh usse bada gunda koi nahi hota.
A for apple, B for be quiet, nahi toh C for chata.
Police asli ho ya nakli, aati saali hamesha late hi hai
Shatranj ke mohre wahi ha, magar baazi palat chuki hai.
Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon, is se zyada meri zarurat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaat nahi
Tum galat karoge, hum rokenge, tum gunaah karoge, hum thokenge.”
Hamara har jawaan ek nuclear bomb hai.
Aashiq se bada sust janwar maine aaj tak zindagi mein nahi dekha.
Joh chala gaya usse bhool ja, joh aa raha hai usse pyar kar.”
Shatranj ke mohre wahi hai, magar baazi palat chuki hai
Sabar ka phal meetha hota hai, aur usse bhi zyada meetha hota hai … sabere ka phal.”
Pyar toh zindagi hai, ek ehsaas hai, jis mann ko chu jaata hai us mann mein bas jaata hai … hamesha ke liye, zindagi bhar ke liye.
Mujhe tumhari maut nahi, zindagi chahiye.
Kal shyam aur thi, aaj shyam aur hai, kal thikaane aur the, aaj manzil aur hai.”
Nasik ho yah Bambai, ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye … pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai.
Jab gareeb ka dil roh uthta ha, toh apne hosh kho beheta ha.”
Saand kitna bhi akela kyun na ho, uski hifazat karne ke liye aaju baju baand zaroor rehte hai.”
Jab tak ishq na karo, sab khush rakhti hai, the problem starts once you fall in love
Ho jaye tayaar, jaana hai bahaar, waqt hai kam, manzil hai door ... lekin jaana hai zaroor