Baazigar Movie Dialogues




  • Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai..

  • Udne ki baat parinde karte hai ... tutte huye par nahi

  • Zindagi mein tu kabhi sukhi nahi ho sakta Mere bachchon ki hai tera sukh chain sab kuch cheen legi Tu tabha ho jayega ...... yeh ek maa ki baddua hai......!

  • Tu kyoun roti hain maa, rona toh usse hain jisne humko rulaya hai...!

  • Ab sailaab aayega Madan Chopra ... sailaab aayega

  • Naam badalne se insaan ka chehra aur uska jurm nahi badal jaata...!

  • Burai milne mein nahi hai ... burai chup chupkar milne mein hai

  • Ab har cheez meri hai aur har cheez ka maalik main hoon...!

  • Maa bete ka bhavishya chunti hai, Duayen chunti hai uske jism ke tukde nahi....!

  • Kitaabein mehbooba se behtar hoti hai ... atleast intezaar toh nahi karwarti

  • Itni oocnchai se toh koi apna khilona bhi nahin phenkta......!

  • Tumhari haalat ek us aphahij jaisi ho gayi hai ... jisse chalne ke liye baisaakhi ki zaroorat toh hai ... lekin usse pakadne ke liye haath nahi hai

  • Race zindagi ki ho yah motor car ki ... maine kabhi haarna nahi seekha

  • Tune mujhe power of attorney nahi ... apni taqdeer ka woh kohra panna de diya hai ... jis par main jab chahoon teri barbadi ka ithihaas likh sakta hoon