Damini Movie Dialogues




  • तरीखे पे तरीख, तारीख पे तरीख मिलती रहती हैं मॉयलॉड, लेकिन इंसाफ कब मिलेगा।

  • Waqt pe shaadi na karo ... toh aadmi bahek hi jaata hai

  • Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na ... toh aadmi uthta nahi ... utth jata hai..

  • Yeh adaalat hai, koi mandir ya dargah nahi jahan mannatein aur muraadein poori hoti hai ... yahan dhoop batti aur narayal nahi ... balki thos saboot aur gawah pesh kiye jaate hai..

  • Waqt pe shaadi na karo ... toh aadmi bahek hi jaata hai

  • Sach bolne se kabhi kisika nuksaan nahi hua hai ... aur na hi ho sakta hai

  • Aaise khilone bazaar mein bahut bikte hai ... magar isse khelne ke liye joh jigar chahiye na ... woh duniya ke kisi bazaar mein nahi bikta ... mard usse lekar pehda hota hai

  • Judge order order karta rahega ... aur tu pittaa rahega

  • Pyar toh woh vardaan hai ... joh kismat waalo ko milta hai

  • Bijli ka woh jhatka lagega ... ki tu jhatakna bhool jayega

  • Aaisi nass dabaonga ki cheenk nikal jayegi

  • Maidan mein khule sher ka samna karoge ... tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi.

  • Jee karta hai ... tumhari har khwaish, har ichcha ko apna maqsad bana loon

  • Hilaao mat ... nahi toh yeh case yahin rafaa dafaa kar doonga ... na tarikh na sunwai, seedha insaaf woh bhi tabartop..

  • Kabhi kabhi barso saath rehne ke baad bhi koi rishta nahi banta, koi pehchaan nahi banti ... aur kabhi kabhi ek hi mulaqat mein aaisa lagta hai, jaise ki barso se jaante ho

  • Duniya ki har adaalat se badi ek adaalat hai ... woh hai insaan ka apna zameer..

  • Jee karta hai ... tumhari har khwaish, har ichcha ko apna maqsad bana loon