Filmyquotes




  • Hum Jahan Khade Ho Jate Hai Line Wahi Se Shuru Hoti Hai.

  • Roye Toh Yaar Ke Kandhe Par Jaaye Toh Yaar Ke Kandhe Par.

  • Sara Shehar Mujhe Loin Ke Naam Se Janata Hai.

  • Yeh Bacchon Ke Khelne Ki Cheez Nahi, Haath Kat Jaye Toh Khoon Nikal Aata Hain.

  • Aap Ke Paon Dekhey, Bahut Haseen Hain, Inhen Zameen Par Mat Utariyega, Maile Ho Jayengey.

  • Ek Machar Ek Machar Saala Aadmi Ko Hijda Bana Deta Hai.

  • Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai Main toh peeta hoon ke bas saans le saku.

  • Main Beta De Sakti Hoon, Laaj Nahi De Sakti.

  • Aaj Mere Paas Buildingein Hai, Property Hai, Bank Balance Hai, Bungla Hai, Gaadi Hai, Kya Hai Kya Hai Tumhare Paas.

  • Jali Ko Aag Kehte Hain, Bhuji Ko Raakh Kehte Hain, Jis Raakh Se Barood Bane Usey Vishwanath Kehte Hain.

  • Are O Baabumoshai! Hum Sab Rangmanch Ki Kathputliyan Hain Jinki Dor Uparwale Ki Ungliyon Se Bandhi Hui Hai Kab Kaun Uthega Koi Nahin Bata Sakta.

  • Don Ko Pakadna Mushkil Hi Nahi, Namumkin Hai.

  • Tu Mujhe Nahin Maar Sakti Tu Meri Maa Hai.

  • Anarkali, Salim Ki Mohabbat Tumhe Marne Nahin Degi Aur Hum Tumhe Jeene Nahin Denge.

  • Na Talwaar Ki Dhaar Se Na Goliyon Ki Bauchaar Se Banda Darta Hai To Sirf Parvardigaar se.

  • Rishte Mein Toh Hum Tumhare Baap Hote Hain, Naam Hai Shahenshah.

  • Mogambo khush hua.

  • Kutte, Kameene, Main Tera Khoon Pee Jaoonga.

  • Aaj khush to bahot hoge tum.

  • Koi Pyaar Kare Toh Tumse Kare, Tum Jaise Ho Waise Kare Koi Tumko Badal Kar Pyaar Kare Toh Woh Pyaar Nahin, Sauda Hai.

  • Dosti Ka Ek Usool Hai, Madam No Sorry, No Thank You

  • Bade Bade Shehron Mein Aisi Chhoti Chhoti Baatein Hoti Rehti Hain.

  • Kabhi Kabhi Kuch Jeetne Ke Liye Kuch Harna Bhi Padta Hai, Aur Haar Kar Jeetnay Wale Ko Baazigar Kehte Hain.

  • Jinke ghar sheeshe ke hote hain, woh batti bujha ke kapde badalte hain.

  • Ek Chutki Sindoor Ki Keemat Tum Kya Jaano Ramesh Babu.

  • Kitne Aadmi Thhe.

  • Aapke Paon Dekhe, Bahut Haseen Hai Inhe Zameen Par Mat Utariyega, Maile Ho Jayenge.

  • Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai.

  • Hum Angrezon Ke Zamaane Ke Jailor Hain.

  • Jali Ko Aag Kehte Hain, Bhuji Ko Raakh Kehte Hain, Jis Raakh Se Barood Bane Usey Vishwanath Kehte Hain.

  • Tension Lene Ka Nahin, Sirf Dene Ka.

  • Namaaz Mein Woh Thi, Par Laga Dua Hamari Manzoor Ho Gayi.