Thugs of Hindostan Movie Dialogues




  • Surat To Insaan Ki Hai, Lekin Dil Janwar Ka Hai, Aur Tabiyat Firangi...।

  • Dhai Din Ki Dupahari Chand Raat Amavas Ki Sheesham Ke Ghode Pe Hoke Sawar Aayegi Shamat Gunehgaaro Ke..।

  • Azadi Hai Gunah Toh Qubool Hai Saza Ab Toh Hoga Wahi Jo Hai Manjure Khuda..।

  • Hamara Toh Naam Hi Firangi Hai Andar Se Poore Hai Bas Bahar Se Thoda Rehgai..।

  • Tumhare Bulane Par To Mujhe Jahannam Se Bhi Laut Aana Padega..।

  • Takat Insaan Mein Nahi Irado Mein Hoti Hai..।

  • Chaplusi Aur Izzat Mein Farq Hota Hai..।

  • Har Insaan Ko Zindagi Mein Kam Se Kam Ek Mauka Zaroor Milta Hai Jab Wo Apni Kamzorio Apni… Kabiliyat Or Apni Fitrat Se Upar Uth Jata Hai Apni Pehchan Badal Sakta Hai..।

  • Sapna Dekhai Khatir Himmat Ki Nahi Thode Se Nashe Ki Zaroorat Hai Bus..।

  • Hath Kangan Ko Aarsi Kya Padhe Likhe Ko Farsi Kya..।

  • Azad Ek Insaan Nahi Hai Sahab Azaad Ek Soch Hai, Ek Jazba Hai Ya Youn Samajh Lijiye Ek Bimari Hai..।

  • Samajh Mein Nahi Aa Raha Hai Ki Aap Se Taleem Laya Dari..।

  • Azadi Baitch Rahai Hai Huzoor, Do Chaar Hazar Ka Moh Mat Dekhiye..।

  • Ek Ko Badal Do Ek Ek Karke Sab Badal Jayenge..।

  • Aashiq Wo Hota Hai Jo Bekhauff Puri Duniya Ke Samne… Elaan Kare Apne Ishq Ka… Tum Se Umeed Nahi..।