Varun Dhawan Dialogues




  • Main Mauji, Jaisa Naam Waisa Kaam.

  • Yeh hum mein degree nahi, third degree dilwayega.

  • Ab Zingai Ke Cycle Pe To Marna Paday Ga Pedal, Chahai Milay Ya Na Milay Medal.

  • Main roz prarthana karta hoon, ke mere ghar bhikari aaye, mere badan mein bimari aaye, par tu kabhi na aaye.

  • Acha khasa Ranbir Kapoor mil raha tha, lekin inki kismat mein toh Shakti Kapoor hi likha tha.

  • Apne Banai Cheez Pe Made In China Q Lekha Hai, To Kya Lekhai Made In Gaziabad.

  • Dil aapka bada hai, bill apna chota hai, dua mein yaad rakhna bhai, chalo apun chalta hai.

  • Tumhari harkatein, kutte ki dum aur Katrina ki Hindi, aaisi hai joh kabhi seedhi ho hi nahi sakti.

  • Main dikhta hoon sweet, innocent, swami type ka na, lekin actually hoon bahut bade harami type ka

  • Agar Galiya He Khane Hai To Taliyo Ke Awaaz Mein To Paday.

  • Jaise har Coke cola nahi hota, jaise har chana chola nahi hota, vaise hi har masoom dekhne waala bhola nahi hota.

  • Pehle ko toh main todhoonga, doosre ko toh main phodoonga, aur teesre ko toh main todh phod ke jhodoonga aur phir todhoonga.

  • Life mein main sirf teen cheezon ka fan hoon, TV pe Amitji ka crorepati, tennis mein Mahesh Bhupati aur bhagwanon mein mere pyare Ganpati.

  • बन्दे परफेक्ट नहीं होते, रिश्ते परफेक्ट होते है.

  • Sahi direction mein utha har kadam, apne aap mein ek manzil hai, after all life is all about the next step.

  • दिल आपका बड़ा है, बिल अपना छोटा है. दुआ में याद रखना भाई, चलो अपुन चलता है.

  • Jaise ladoo mein hota hai meva, jaise dance mein hai Prabhu Deva, vaise main karoonga Bali bhaiya ki seva.

  • Jaise har double cross dokha hota hai, jaise har boundary chauka hota hai, vaise hi mooh kholne ka bhi sahi mauka hota hai.

  • Itni moti hai yeh, ki agar weighing scale pe khadi ho gayi na toh vazan ke badle To Be Continued aayega.

  • सच्चे दिल से की गई हर कोशिश, किसी भी हार-जीत से बड़ी होती है.

  • Main dikhata hun, sweet innocent Swami type ka na Lekin actually hun main harami type ka.

  • Aap karen toh raas leela, main karon toh bhai ki tarah character dheela.

  • Sache dil se ki gai har koshish, kisi bhi haar jeet se badi hoti hai.

  • Tumhari harkatein, kutte ki dum aur Katrina ki Hindi, aaisi hai joh kabhi seedhi ho hi nahi sakti.

  • Dosti karne ki galti toh kar li hai maine, toh ab dushmani karne ka mauka bhi nahi jaane doonga.