Veer Zaara Movie Dialogues




  • Woh Kehte Hai Yeh Tera Desh Nahi, Phir Kyun Mere Desh Jaisa Lagta Hai, Woh Kehta Hai Main Us Jaisa Nahi, Phir Kyun Mujh Jaisa Woh Lagta Hai.

  • Sarhad Paar Ek Aisa Shaksh Hai, Joh Aapke Liye Apni Jaan Bhi De Dega.

  • Zaara − Aap Kitne Baar Meri Jaan Bachayenge, Veer − Aap Jitni Baar Apni Jaan Gavayegi.

  • Yeh Khuda Ke Roop Mein Insaan Hai, Yah Insaan Ke Roop Mein Khuda.

  • Sachi Mohabbat Zindagi Mein Sirf Ek Baar Hoti Hai, Aur Jab Hoti Hai, Toh Koi Bhagwan Yah Khuda Usse Nakamyab Nahi Hone Deta.

  • Mohabbat Kitaabon Mein Hoti Hai, Shayari Mein Hoti Hai, Zindagi Mein Nahi.

  • Ek Aurat Ki Mohabbat Aur Ek Mard Ki Mohabbat Mein Bahut Fark Hota Hai.

  • Azaadi Har Insaan Ka paidayashi Haq Hai.

  • Aadmi Di Zindagi Vich Jab Sahee Aurat Aa Jandi Hai Na, Tab Woh Zindagi Poori Tarah Jeenda Hai.

  • Mere Desh Ki Har Maa, Aap Jaisi Zaroor Hai.

  • Ek Aurat Ki Mohabbat Aur Ek Mard Ki Mohabbat Mein Bahut Fark Hota Hai.