Don Movie Dialogues




  • Isse pehle ki Don ka dushman apni pehli chaal chale… Don apni agli chaal chal chuka hota hai..

  • Don ke dushman ki sabse badi galati yeh hai… ki woh Don ka dushman hai

  • Yeh tum janti ho ki yeh revolver khali hai ... main janta hoon ki yeh revolver khali hai ... lekin police nahin janti ki yeh revolver khali hai

  • Mujhe do tarah ki ladkiyan pasand nahi aati… ek woh joh mere pass aane mein bahut der lagaaye aur doosri… woh joh bahut jaldi aa jaye

  • Log Don ko nahi… duniya ko chhodte hai

  • Don ka intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai

  • Don ke samne aadmi ke paas sirf do raaste hote hain… maan jaye ya mar jaye… jaisi uski marzi

  • Yeh tum janti ho ki yeh pistol khali hai ... main janta hoon ki yeh pistol khali hai lekin ... police nahin janti ki yeh pistol khali hai

  • Mujhe junglee billiyan bahut pasand hai

  • Mera intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai lekin ... Don ko pakadna mushkil hi nahin ... namumkin hai

  • Mujhe jahan pahunchna hai uske liye yeh raftaar bahut zaroori hai

  • Kuch kaam aaise hote hai jin mein fayda yah nuksaan nahi dekha jaata ... bus unhe karna zaroori hota hai

  • Bahar tumhari aunty bahut saare uncles ko lekar aayi hai

  • Jee chahta hai tujhe gande keede ki tarah masal doon ... magar main apne haath gande karna nahi chahta

  • Giraftaar hone ki aadat mujhe bilkul nahi hai

  • Don ke dushman ki sabse badi galati yeh hai ... ki woh Don ka dushman hai