Filmy Movie Dialogues




  • Aaj mere paas gaadi hai, bungla hai, paisa hai... tumhare paas kya hai?" AMITABH BACHCHAN. "Mere paas, mere paas... Maa hai...," SHASHI KAPOOR.

  • Agar main hero ban gaya toh pehchaan bura maan jaaegi

  • Goli aur gussa sahi waqt par kharch karna chahiye (Use bullet and angst at the right time.

  • Aapke paon dekhe, bahut haseen hai. inhe zameen par mat utariyega, maile ho jayenge

  • Tevar na dikhao toh log aankh dikhaane lagte hain

  • Tum koi mamooli sipahi nahi ho, tum ho political commando

  • Mere office mein AC nahi hai toh pata nahi chalta ki aapka paseena garmi se nikla ya darr se.

  • Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le saku”

  • Vardi toh aati jaati rahegi abhi toh Teja Kapde utaarne hain

  • Are-o-sambha! Kitne aadmi thhe?

  • Saara sheher mujhe lion ke naamse jaanta hai

  • Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein … hoti rehti hai

  • Miss Malini Mishra, jab tak main apne sapno ke saath puri tarah khel nahi leta, unhe bechta nahi

  • Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai … lekin insaaf nahi mila my lord…mili hai toh sirf yeh tarikh

  • Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga,"says DHARMENDRA. The first of a zillion films where the hero threatened canines with anaemia.

  • Paisa hi aapka dharm hai aur bazaar hi aapki morality

  • Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah..

  • Tu mujhe nahin maar sakti. Tu meri maa hai," SUNIL DUTT. "Mein pehle ek aurat hoon

  • Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare. Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai

  • Don ka intezaar toh baarah mulko ki police kar rahi hai, but Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai

  • Dosti ka ek usool hai, Madam – no sorry, no thank you

  • Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain

  • Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jaano Ramesh babu

  • Mogambo khush hua

  • Joh main bolta hoon woh main karta hoon … joh main nahi bolta woh main definitely karta hoon..

  • Ek bar joh maine commitment kar di … uske baad toh main khud ki bhi nahi sunta

  • Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain … jis raakh se barood bane, usse Vishwanath kehte hain

  • Mere Karan Arjun Aayenge. Zameen Ki Chaati Phad Ke Aayenge, Aasman Ka Seena Cheer Ke Aayenge

  • Prem naam hain mera, Prem Chopra

  • Agar tere sar par bomb laga doon toh pehle kaun phatega, tu ya tera sar?

  • Yeh zindagi chal toh rahi thi ... par tere aane se maine jeena shuru kiya

  • Zindagi mein teen cheezon ke peechey kabhi nahin bhagna chahiye-bus, train aur chhokri.

  • Tum Kya Leke Aaye The ... Aur Kya Leke Jaoge.

  • Jawani Taste Karne Ke Liye Hoti He Waste Karne Ke Liye Nahi...

  • Bachcha Kabil Bano, Kabil … Kamyabi To Sali Jhak Maar Ke Peeche Bhagegi...

  • Tumhare Ishq Se Bani Hoon Main … Pehle Zinda Thi … Ab Jee Rahi Hoon Main.